Pehla Nasha Pehla Khumar Song Lyrics by Sadhana Sargam & Udit Narayan | Jo Jeeta Wohi Sikandar

Pehla Nasha Pehla Khumar Song Lyrics - Udit Narayan - Sadhana Sargam - Jo Jeeta Wohi Sikandar [1992] - Udit Narayan and Sadhana Sargam Lyrics

Singer Udit Narayan and Sadhana Sargam
Music Jatin-Lalit
Song Writer Majrooh Sultanpuri
Chaahe tum kuch na kaho
Maine sun liya
Ke saathi pyaar ka mujhe chun liya
Chun liya... Maine Sun liya
Pehla Nasha, Pehla Khumar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata...
Pehla Nasha, Pehla Khumar
Udta hi phiroon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaun in ghataon mein kahin
Udta hi phiroon in hawaon mein kahin
Ya main jhool jaoon in ghataon mein kahin
Ek kar doon aasmaan aur zameen
Kaho yaaron kya karoon kya nahin
Pehla nasha, Pehla Khumar
Naya pyaar hai naya intezaar
Kar loon main kya apna haal
Aye dil-e-bekaraar
Mere dil-e-bekaraar
Tu hi bata
Pehla nasha, Pehla khumar...
Usne baat ki kuch aise…


Post a Comment

0 Comments